23/08/2026
Aap ke khass lamhat ko mazeed yaadgar banane ke liye tayyar kiya gaya yeh khoobsurat blue embroidered dress! đź’™
​Behtareen zari work, unique halter-neck design aur premium fabric ka haseen imtizaj. Chahe koi shaadi ki taqreeb ho ya koi khass function, yeh dress aap ke style ko char chand laga dega.
​🛍️ Order karne ke liye abhi DM karein ya WhatsApp par rabta karein!